Sunday, January 6, 2013

Jindagi


Jindagi badal jaati hai kisi ke aane se,
use dekhkar ji karta hai thamb lu usse aapni bahon mien,
har insaan ko kisi na kisi se pyaar hota hai,
pyaar karne ka na koi waqt aur na koi wajah hota hai !!

khoya hua tha kisi ki yaadon mien,
Ban ke uska saaya ghuma firta tha uski yaadon mien,
kahan kho gayi woh 2 jhalak dikha ke in dhundhle badal mien,
aab aa bhi ja sanam baitha hu tere intazaaron mein !!